Har chhehr-e-masumiyat me tera chhehra nazar ata hai Tu har chhehre me sama jaye to koi kya kare. Tu jo has de to sama has de aur ye jaha has de gam me tujhe na rona aye to koi kya kare. Mehek aisi ki itr ka sagar bhi kam pare ke har phool tujhe hi mehekaye to koi kya kare Tujhe chand kahu to mehtaab-e-jaha ko kya kahu Jab tu hi chand ho jaye to koi kya kare Maroof tu hai ya mai koi faisla hua hi nahi Tu hi koi faisla kar jaye to koi kya kare Ajmato me hum tujhe hi yaad kar ke rote hai Meri palkhe hi nam na ho to koi kya kare Wo jeher jo tune mujhe diya wo jeher nahi raha Ki Zindagi hi zeher ho jaye to koi kya kare Kya kare koi akhir hai nahi kuch bhi bas me uske Sab kuch tere hi hawale se chale to koi kya kare.
Zulfon me teri hai meri jannat basi, Har gam ko chuupa leti hai teri ye dilkash hansi.. Meri har yaad me teri surat hai basi, Jo tum mil jao to meri duniya me aa jaye dilkashi..
Biwi Market se Loti Pati: "Mera Andaza yeh keh raha Hai Ki is Box Me Koi Khane Ki Cheez Hai.. . . . . . Patni: "Are wah mere Pati- ... Parmeshwar Aap Ne Bilkul Sahi Andaza Lagaya . . . . Is Me Mere Sendal Hai.